SadGuru Vachan
Aadesh Guru Ka
Aadesh Guru Ka
- Dharm ki baate karna aasan hai lekin dharm ki raah par chalna bahut muskil hai .
- Dharm ki ninda shiv ki ninda hai ,aur jo shiv ki ninda karta hai use koi nahi bacha sakta
- Dharm koi bhi ho kisi bhi dharm ki ninda nahi karni chahiye
- Kisi aur ko dosh dene se pehle vyakti ko khud ke andar ki burai ko khojna chahiye unhe kisi ko kehne se pehle ye sochna chahiye ki wo is vishaye me kaha tak sahi hai.
- Manushya ke jeevan me sabse shrestha dharm hai sadguru ke bataye marg par chalna aur humesa unka hi chintan aur anukaran karna.
- Manav ka karm ye hai ki wo jeevan me dharm ko bachaye
- Santo ka aadar kare chahe wo jaisa bhi sant ho.
aage jaari hai padte rahe............
NOTE:- Dharm ke saath khilwaad nahi saha jaega
Om namah shiv shankaraye
Om namo bhagwate trinetraye gurudevaye namah
Agar
aapko ye amritvaani achi lagi to kripya apne sujhav dijiye aur hume
mail kare aur har samashya ka nidan paaye.Kewal ek Bilwa patra me samashya ka nidaan adhik jankari ke liye sampark kare 07879068111
Ek baar jarur sampark kare .
Ek baar jarur sampark kare .
No comments:
Post a Comment
jai sadgurudev